Main apke pyar me kuch aisa kar jaunga,
ban kar khusbu hawa me bikhar jaunga.
bhulna chaho to sanso ko rok lena
sans loge to main dil me utar jaunga�







Parchaee Aapki Humare Dil Me Hai,
Yaade Aapki Humari Aankhon Me Hai.
Kaise Bhulaye Hum Aapko,
Pyar Aapka Humari Saanson Me Hai.



Post a Comment

 
Top