Na ji bhar k daikha na kuch baat ki,Bari arzu thi mulaqat ki.





Mene chaha tha sameton aik bikhare shakhs ko,Kitne tokron me na jane zaat meri baat gai.





Muje ye dar hai teri arzu na mit jae,Bahot dinon se tabyat meri udas nahin.




Garme nahin to zehar hi lao k is tarah,Shaid koi nijaat ka rasta dikhai de.





Kuch to mere pandar e muhabbat ka bharam rakh,To bhi to kabhi muj ko manane k lie aa.





Kash aisa ho k abb k be wafai me karon,To phire karya ba karya ko be ko mere lie.





Qafas se le k chaman tak hai aik hi alam,Wo habas hai k hawa me bhi ghut k mar jaon.





Qadam qadam par humen sanp mil rahe hain tarab,Kahan kahan hai had e asteen khuda jane.




Fiza me rakas hai sohbha e husain parindon ka,Muje bhi hasrat e parwaz hai kisi k sath.





Faryad kar rahi hai ye tarsi ho nighah,Dikhe hoe kisi ko bahot din guzar gae.





fitarat e arzo k peron me zanjerain na dal,Piar kar khoshbo se pholon ki tamana na kar.




Ghancha hai to chatake wo sitara hai to chamake,Be taab hai sene me dharkane k lie dil.




Umer e daraz mang k lae the char din,Do arzo me kat gae do intazar me.





Ajab tali hai jo ik hath se bajati hai barson se,K me jaon to jaon wo kabhi aa kar nahin milta.





Zolmat e dohar me har simat ojala kar don,Kash mil jaen muje kochae janan k diye.Main tu bik Jaon teray naam Pe mout ki tarha wasi,Tou kabi kharidar tu ban ke aa zindagi ke Bazar main!





Raat meri aankh main aik sailaab tha,Tera chehra dakhina sa bhi tabiyat bhar gai.




Toota ho ek bar magar faisla ye hyos intiha pay bar digar jana hy muje




Theharny bhi nai deta hy apny dil mai mujemohabten bhi meri dil badar nai karta






Toot jain ke pighal jain mery kachy ghardytuje ko mai dekhon ke ye aag ka darya dekho





Tu samajhta hy juda khud ko agar mujh sy milna tu phirsainkrdon sy zarab dy kar gin,ye mery raat din






Tujh ko chony bardho tu apny hathphatron mai dabey howay dekhon





Tu hay suraj tujhe raat ka kaha maloomtu kesi rooz utar mery ghar mai shaam ke bad





nikalna hda sa aadam suntay aaya hain laikinbohat bay aabrooo ho kar teray koochay sa hm niklay






tamanaaon main unjhaya gya hnkhilonay day kar bahlaaya gya hn




phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon kajgr ka hoon day day kar ya bootay main na paalay hain





aadhi sa bhi ziada shab e gham kaat chuka hnab bhi agr aajao to ya raat bareee hai




aay shama teri umr tabi hai aik raathns kar guzaar ya isa ro kar guzaar day



Arzoo ya hay k izhar-e- muhabbat ker lonalfaz chunti hoon to lahmhaat badal jatay hain





Betha ho es umeed par es rigzar par
lay kabhi es taraf tuje khuda kabhi







Baykariyan nikal gay bachpan ki khwahisheyn
kis aehdy intishar may hum tum bardy howay







Intizar os ka may un karti ho
jesy bethi ho dulhan sham ke bad







Os ki khahish hy ke angan may utary soraj
bhol betha hy ke khud  mom ka ghar rakhta hy




Astey-n muje pay utarti hy un ankho sy rasheed
may peghamber bhi ny or khuda wo bhi ny





Esi ujrdi hy meri rooh ki galyan ab keRegzarey teri amad ke nishan dhondti hay





Es ke bagher aj bohat ji udas hyJalib chalo kahe sy osy dhond lay hum





Aj phr sham judai sa hy manzar samnyAj phir os sy kaho ay, Masehay kary





Esi ayeny sy mily g meri gawahiyanTumhe aks mera jis ayeny may na mila





Ashaq bhar ay hy kuin ehsaan en ko dekh lyye zuban ke farz ankho sy ada kuin ho gy





kya likhu dil ki haqeeqat aarzoo behosh hai….khat pe aansoo beh rahey hai aur kalam khaamosh hai…




Hum teri aarzoo main jeetey hainYe nahi hai tu zindagi nahi…:-(




Ye kia aik toor se guzare tamam umer,Ji chahta hai abb koi tere siwa bhi ho.

30 Oct 2014

Post a Comment

Emoticon
:) :)) ;(( :-) =)) ;( ;-( :d :-d @-) :p :o :>) (o) [-( :-? (p) :-s (m) 8-) :-t :-b b-( :-# =p~ $-) (b) (f) x-) (k) (h) (c) cheer
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.

 
Top