Apne hi Saaye se har gaam laraz jaata hoon,
Raaste me koi deewar khadi ho jaise
Manzilein door bhi hai manjilein nazdeek bhi hain,
Apne hi paon me zanzeer padi ho jaise
Tere maathe ki Sikan, Pehle bhi dekhi thi magar,
Yeh girah ab ke mere dil pe padi ho jaise
Kitne nadaan hain tere bhoolne wale ki tujhe
Yaad karne ke likye umar padi ho jaise
Aaj dil khol ke roye hain to yun Khush hain ” Faraz “
Chnd lamhon ki ye raahat bhi badi ho jaise....!!

Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.