Najany kiun itna yaqeen ha teri WAFA par ay Dast,
Warna husan waly to khud sy bhi WAFA nahi karty...!!!




Sada jo dy tujh ko kabhi WAFA keliye,
Khafa na karna us ko kabhi khuda keliye...!!!




Suna ha muhabbat karny waly,
Ab WAFA ki shart sy aazad hai...!!!




Tarz-e-WAFA ko is ki kiya naam don main ab,
Khud door ho gaya ha mujh ko qareeb kar ky...!!!




Teri WAFA ky taqazy hi badal gaye,
Warna mujhy aaj bhi tum sy ziyada aziz koi nahi...!!!




Toot kar bhi dharakta rahta hai,
Dil sa koi WAFADAR nahi dekha...!!!




WAFA aur khata mein farq itna ha Zahid,
Khata kar kisi sy hoti ha aur WAFA kisi sy nahi...!!!




WAFAEIN dar haqiqat mein bari anmol hoti hain,
Kabhi apni WAFAOUN ka sila maanga nahi karty...!!!




Wahi apni tarz-e-WAFA rahi wahi unki mashk-e-jafa rahi,
Woh zulm karty hain is tarha jaisy hamara koi khuda nahi...!!!




Woh behijab aa gaye bazam-e-WAFA mein robaro Zaid,
Har gaah hain woh robaro phir bhi unhi ki justajoo...!!!




Yon to hain WAFA ki beshumar nishanian,
Magar sab sy niraly hain tery khat...!!!

Post a Comment

 
Top