Qurbat B Nai Dil Se Utar B Nai Jata, Woh Shakhas Koi Faisla Kr B Nai Jata..



Tanhaiyoun K Dard Se Khoob Waqif Tha Wo Faraz, Phir Bhi Dunia Main Mujhe Tanha Banaya Usne..



Kiss Qadar Masoom Sa Lehja Tha Un Ka, FARAZ Dheere Sey Jaan Keh Kar Humein Bejaan Kar Gaya..



Iss Dafa Barishain Rukti Hi Nahi Faraz, Hum Ne Ansu Kya Piya Sare Mosam Ro Pare..



Wehshatain Barhti Gayeen Hijr Ke Aazaar Ke Saath, Ab Tou Ham Baat Bhi Kartay Nahi, Gham Khwaar Ke Saath..



Qurbat B Nai Dil Se Utar B Nai Jata, Woh Shakhas Koi Faisla Kr B Nai Jata..



Tanhaiyoun K Dard Se Khoob Waqif Tha Wo Faraz, Phir Bhi Dunia Main Mujhe Tanha Banaya Usne..



Kiss Qadar Masoom Sa Lehja Tha Un Ka, FARAZ Dheere Sey Jaan Keh Kar Humein Bejaan Kar Gaya..



Iss Dafa Barishain Rukti Hi Nahi Faraz, Hum Ne Ansu Kya Piya Sare Mosam Ro Pare..




Wehshatain Barhti Gayeen Hijr Ke Aazaar Ke Saath, Ab Tou Ham Baat Bhi Kartay Nahi, Gham Khwaar Ke Saath..



Kis Kis Se Wafa Ke Vaade Kar Rakhe Hein Tune, Faraz Har Roz Aik Naiya Shaqs Mujhse, Tera Naam Pochta Hain.

Meri Chahat Ko Mere Halaat K Tarazu Main Kabhi Mat Tolna, Faraz Maine Wo Zakham Bhi Khaye Hain, Jo Meri Qismat Main Nahi The..

Tanhai To Hai Saathi Apni Zindagi K Har Ek Pal Ki, Faraz Chalo Yeh Shikwa Bhi Door Hua K, Kisi ne Saath Na Diya…

Na Murawat Na Mohabbat Na Khuloos Hain, Faraz Main To Sharminda Hun Is Daur Ka Insaan Hokar..

Kuch Zakhm Sadiyoun Baad Bhi Taaza Rehte Hai, Faraz Waqt Ke Paas Bhi Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti..

Bin mangay hi mil jati hain tabeerain kisi ko, Faraz Koi khali hath rah jata hain hazaroon duaoon ke baad...

Mere lafzon ki pehchan agar kar laita wo, Faraz Usy mujse nahi khud say muhabbat ho jati....

Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din Faraz, Gam bhi to mill gaye thay tamanna kiyay baghair...

Mere jazbat se waqif hai mera qalm, FARAZ Main pyar likhon to tera naam likha jata hai..

Apnay Siwa batao tumhein Kuch MiLa Hai FARAZ, Hazar bar lee hain tumne mere dil ki talashiyaan...

Haath zakhmi hon kuch apni hi khata thi, faraz maine kismat ke lakeroun ko mitana chaha...

Us Se Milte He Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko, FARAZ Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga...

Pyaar Ki Daava Karne Wale Hum Ne Dekhe Hain faraz, Jinhen Hum Aziz To Hain Magar Apni Masrofiyat K Baad...

u apni mohabbat ka dawa na kia kar faraz, zinda to wo bhi rahta hai jo muhabat nahi krta..

waapasi ka safar ub mumkin na hogaa faraz, hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarh.

mujhe bhi shooq huwa mohabbat ka faraz. aghaz-e-muhabat main hi jaan girvi rakhni pari..

Tum mujhe kabhi aankhon se pukaro faraz, yeh honton ka takal’luf to zamanay k liye hai.

Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna, Ke tere baad koi ACHA na lagey, Tujhe karni hai BEWAFAI, FARAZ to is ada se kar, Ke tere baad koi BEWAFA na lage..

Suna Hai Un Ka Ashkon Se Bujhti Hai Pyas Sehra Ki, Faraz Jo Kehtay The K Pathar Hain Humain Rona Nahi Aata...

Na chupaye ga Naqaab uske Shabaab ko Faraz, Nigaah-e-Ishq se Paththar bhi toot jatay hain...

Chand Ka Mizaaj Bhi Tere Jaisa hai Faraz, Jab Dekhne Ki Tammana Hoti Hai Nazar Nahi Aata..

Tanhai jab muqaddar mein likhi hai, To kya shikayat apne aur begaane se, Hum mitt gaye Jinki chaahat mein Faraz, Woh baaz nahi aate humein aazmaane se.

Hum ne suna tha ka dost wafa kertay hain Faraz, Jab hum ne kiya bharosa to riwayat hi badal gayi…

Qasoor nahi is me kuch bi unka, FARAZ hamari chahat hi itni thi, k unhe ghuroor aa gya...

Tu hosh mein tha phir Bhi hamhein pehchaan na paya, Faraz Ik HUM hein K pee kar Bhi tera naam letay rahey.

Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi FARAZ, Jab Duniya Chor Ke Hum Janay Lagay Hain...

Qadam ruk se gaye hein phool bikty dekh kar Faraz, Main aksar us sey kehta tha MUHABAT phool hoti hai…

Ab to aankhion main simat ti nahi koi surat faraz, kash mainy usay ghor se na dekha hota...

Main us k Haathon main tha, Tuttey hue Sheeshe ki tarhan Faraz, Bari Umeed thi k Bikhrny nhi dega, Bus giraya kuch is Ada sy k!, Simatne ki Aaas Hi na Rahi.

Uski Qurbat to Muqaddar hai milay ya na milay Faraz, Uski yaadon se bhi ho jati hai Tasalli dil ko.

Har juram meri zaat se mansoob huwa hai faraz, kya mare sawa shahr main masoom hai sare.

Pehli mulaqaat thi aur hum dono hi bebas the, FARAZ. wo zulfain na sambhal paaye aur hum khud ko…

Ye bhi acha hoa ka usay paa na sake, Faraz Humara ho k agr bicharta to, shayad qayamat hoti.

Wafa ki aaj bhi qadar wohi hy Faraz. Faqat mit chukey hen toot k chahne waley...

Hamari Pyaas ka Andaaz bhi alag hai Faraz, Kabhi Daryaaon ko thukratay hain to, kabhi Aansu tak pee jaty hain..

Meri nighahon ki Talash bas itni hai Faraz. K aakhri saans se pehly us ka deedar ho jae..

Manzil qareeb dekh kar mutmain na hoo Faraz, Aksar Kashtiyan doobti han, Manzil ka aas paas...

Kyun na gharoor karta mein apney aap pe, FARAZ Mujhe us ney chaha jis ka, chahnay waly hazaron the.

Kuch muhabat ka nasha tha pehle hm ko Faraz. Dil jo tota to nashe se muhabat ho gai.

Yeh wafa to un dinon ki baat hay Fraaz, Jab makaan kachy or log sachay hoa krty the...

Kon data ha umar bhar ka sahara aay Faraz, LOG tu JANAZAY man bhi kandhay badaltay rahtay hein..

Kis ki Kya majal thi jo koi Hum ko kharid sakta Faraz, Hum to khud hi Bik gaey kharidar dekh k..

Ham na badlein gay waqt ki raftaar kay sath, Faraz Ham jab b milen gay andaz purana hoga...

Tera Na Ho Saka To Mar Jaon Ga Faraz, Kitna Khobsurat Wo Jhoot Bolta Tha.

Wo Bewafa na tha youn hi badnaam ho gya Faraz, Hazaron chaheny waly thy kis kis say wafa karta.

Hum pe faqat ilzaam k hum hain zuban daraz, hum ne to bus kaha tha hamain tum se piyar hai...

Zindagi to apnay hi Qadmon pe chalti hai Faraz, Auron k $aharay to Janazay utha kartay hain..

Yahi soch kar us ki har baat ko sach mana hay FARAZ, K itnay khubsoorat Lub jhoot kesay bolain gay..

Bara naaz tha un ko apne parde pe faraz, Kal raat woh khawab me sar-e-aam chale aaye...

Kabhi Kabhi Wo Mujhe itna Yad Aata He, Faraz Me, Zid Me Aa K Usay Yaad B Nahi Karta...

Mere kahne se na paband-e-wafa ho jana, dil na many to kisi waqt juda ho jana, na chaho jaan se ziada kise ko Faraz, tum ne dekha nahin bandon ka khuda ho jana.

MuHABBat Ke BaAd MuHABBat MuMkiN Hay FaRaz, MaGar ToOT Kay CaHna SirF Aik BaaR Hota Hay...

shiddate dard se sharminda nahi meri wafa FARAZ, dost gahre hain to phir zakhm bhi gahre honge..........

Post a Comment

 
Top