Hindi Romantic Shayari On Kuch Aise Tum Se Mein Pyar Karu

Kuch aise tum se mein pyar karu !!
Jo dil mein hai mere wo bayan karu,
Bana kar tumhe apni chahat,
Tumse pyar ka ikrar karu !!
Karu din karu raat mohabbat mein tumse,
Aise hi pyar ka izhaar karu !!
Bas Ho jao tumhara,
Kuch aise tum se mein pyar karu..!!

Post a Comment

 
Top